Search This Blog

2 Line Poetry 4 Line Poetry Aankhain Shayari Sad Ghazals Jon Elia Funny Poetry Best Urdu Poetry Islamic Images Love Poetry Punjabi Poetry Romantic Poetry Sad Poetry Allama Iqbal Ghazals Ishq Poetry Ramzan Poetry 2 Line Poetry 4 Line Poetry Aankhain Shayari Sad Ghazals Jon Elia Funny Poetry Best Urdu Poetry Islamic Images Love Poetry Punjabi Poetry Romantic Poetry Sad Poetry Allama Iqbal Ghazals Ishq Poetry Ramzan Poetry

Urdu Shayari in Poets Form by the Poet

Urdu Ghazal

Urdu Ghazal by Qateel Shafai
----------------------------------------

Sadmaa to hai mujhe bhi ke tujhse judaa hoon main,

Urdu Ghazal by Qateel Shafai


https://urdushayrihere.blogspot.com/2014/02/sadmaa-to-hai-mujhe-bhi.html

Sadmaa to hai mujhe bhi ke tujhse judaa hoon main,
Lekin yeh sochta hoon ke ab tera kya hoon main,
------------
Mein khudkushi ke jurm ka karta hoon aitraaf,
Apne badan ki kabr mein, kab se garrhaa hoon mein,
-----------
Kis kis ka naam laaon zubaan par ke tere saath ,
Har roz ek shaks neya dekhta hoon ,
-----------
Kyaa jaane kis adaa se liya tu ne mera naam ,
Duniyaa samajh rahi hai, ke sab kuch tera hoon main,
-----------
Le mere tajrubon se sabak, aye mere raqeeb,
Do-chaar saal umar mein, tujhse barra hoon main,
-----------
Jaaga huwa zameer woh aiyeena hai “Qateel”,
Soney se pehlay roz, jisey dekhta raha hoon main.!


--------------------------------------------------------------------------------------------
Urdu Ghazal by Qateel Shafai,  Ghazal Shairy, Poetry in ghazal 
Sadmaa, Urdu Ghazal, Ghazal, Qateel Shifai,Ghazal, Urdu Shayari in Poets Form by the Poet
--------------------------------------------------------------------------------------------