بہترین اردو شاعری
ہر ایک کے نصیب میں کہاں لکھی ہیں چاہتیں
کچھ لوگ آتے ہیں دنیا میں فقط تنہائیوں کے لیے۔
--------------
Har aik ke naseeb mai kahan likhi hain chahatain
Kuch log ate hain dunya mai faqat tanhaiyun keliye
ضروری نہیں کہ کچھ توڑنے کے لیے پتھر ہی اٹھاؤ
بس لہجے بدل کر بولنے سے بھی دل ٹوٹ جایا کرتے ہیں۔
--------------
Zarori nahi ke kuch torne keliye pathar hi uthao
Bass lehjay badal kar bolne se bhi dil toot jaya karte hain
دنیا کو اگر پتہ چل جائے کہ میں تمہیں کتنا چاہتا ہوں
آدھے رشک سے مر جائیں، آدھے حسد سے مر جائیں۔
--------------
Dunya ko agar pata chal jaye ke mai tumhe kitna chahta hon
Aadhe rashk se mar jayen aadhe hasad se mar jayen
وہ بھی کیا دن تھے، بھلا کر تجھ کو ہم تجھے یاد کیا کرتے تھے
جب تیرے درد میں دل دکھتا تھا، ہم تیرے حق میں دعا کرتے تھے۔
Wo bhi kya din thai bhula kar tujhko hum tujhe yaad kiya karte thai
Jab tere dard mai dil dukhta tha hum tere haq mai dua karte thai
Mohsin naqvi
------------------------------------------------------------------------------------------------------
Urdu poetry, best Urdu shayari, top Urdu ghazals, popular Urdu poets, Urdu poetry collection, famous Urdu verses, Urdu love poetry, contemporary Urdu shayari, classic Urdu poetry, Urdu poetry for social media, Urdu quotes and poetry, Urdu poetic expressions
------------------------------------------------------------------------------------------------------
No comments:
Post a Comment